Saturday, April 16, 2011

Naathone untantaava, chithi nunchi saitam nadichosthanu.
Marujanmaku karunisthaava, E kshaname maranisthanu .

Friday, April 8, 2011


Badthi dooriyan dilon ko kareeb le ati hain,

Bichdo ko saath naseeb le athi hai.

Saari qayanaat rukk si jaati hai,

Dhoondti nazar unse jo mil jaati hai!
Uljhano ko suljhata hain humnafas ek yaad apka......
Rawaan fursaton ko ruksat karta hain ek khayaal apka!

Jawaan kar detha hain har lamha guzarte waqt ka.......
Woh madhosh, woh masoom, woh khumaar apka.

Thursday, September 9, 2010


Ek aansoo mein chupe kai silsiley hote hain, ek zarre mein kai aftaab.

Ek kadam mein kai kaafilein hote hain, ek panne mein kai kitaab.

Ek sawaal mein kai jawaab milte hain, ek chehre mein kai naqaab!

Friday, July 2, 2010

Ideal is conceptual and Real is circumstantial.

The Ideal drives you and the Real steers you.

Ideal is unchanging and stable whilst the Real is mutable and compelling!

We aspire the ideal and many may reach to embrace it but, with time, the Real corrupts it.

And therein lies the dilution and impaired immunity.........

Images cast of a mosaic of shattered glass, slave to the dancing lights.

Shadows of winding distances mocking the fleeting gaps.

The stuttering light struggling to be amidst the overpowering darkness.

And then, there is the You in Me.... strong and resolute!

Sunday, May 16, 2010

Ishq ki kashish dilon ki dooriyon mein jawaan hota hai.

Mohabbath ki ranjish jismo rooh mein rawaan hota hai.

Umeedon ki bandish haalaaton ke salaakhon mein rihaa hota hai.

Waqt ki saazish tapakte aansoo mein bayaan hota hai.